Bholi Si Surat Aankhon Mein Masti, Aai Haai- Dil To Pagal Hai (1997)
Bollywood song Bholi Si Surat from movie Dil To Pagal Hai
Hindi Music composed by Uttam Singh
Lyrics written by Anand Bakshi
Bollywood song sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan
English Translation of Bholi Si Surat
Hm, bholi si surat aankhon mein masti, aai haai
Arre bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, aai haai
Ek jhalak dikhlaaye kabhi
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar voh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, aai haai
Ek jhalak dikhlaaye kabhi
Kabhi aanchal mein chhup jaaye, aai haai
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar voh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti, aai haai
Mm mm mm mm mm, la la la la la la
Aa aa aa aa aa aa, la la la la la la
Aa aa aa aa aa aa, la la la la la la la
Hm, ladki nahin hai voh jaadu hai, aur kaha kya jaaye
Raat ko mere khwaab mein aayi, voh zulfein bikhraaye
Aankh khuli to dil chaaha phir neend mujhe aa jaaye
Bin dekhe yeh haal hua, dekhoon to kya ho jaaye
Bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye, aai haai
Ek jhalak dikhlaaye kabhi
Kabhi aanchal mein chhup jaaye, aai haai
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar voh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti, aai haai
La la la la la la la - 3
La la la, oh ho ho, aa ha ha aa aa
Aa aa aa aa aa aa, la la la la la la
Hm, saawan ka pehla baadal uska kaajal ban jaaye
Mauj uthe saagar mein jaise, aise kadam uthaaye
Rab ne jaane kis mitti se uske ang banaaye
Chham se kaash kahin se mere saamne voh aa jaaye
Bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye
Aai haai
Ek jhalak dikhlaaye kabhi
Kabhi aanchal mein chhup jaaye
Aai haai
Meri nazar se tum dekho to yaar nazar voh aaye
Bholi si surat aankhon mein masti
Door khadi sharmaaye
Aai haai
Aai haai
Post a Comment